WhatsApp ke chat background ko kaise change Karen?
Whatsapp ke Kuch Khaas Features:
Whatsapp jo ki aaj ki date mein bahut famous hai har ek Insan iska use karta hai, iske bahut sare shandar feature hai ismein ham Apne doston ko, Parivar walon Ko yaa kisi jaanne Wale Ko photos, videos ya kuchh important documents bhej sakte hain jo ki har ek Insan ke liye bahut faydemand hai, isse ham Apne ghar walon se ya doston se video call or voice call ke jariye baat kar sakte hain.
WhatsApp per ham groups bhi banaa sakte hain jisse ki aap Apne doston ka or Apne Parivar walon ko group banke jod skte hai.
WhatsApp ki madad se ham Apne jaanne walon ke hamesha Kareeb rehte Hain aajkal ki iss busy life mein ham iske jariye Apne Parivar walon se doston se contact mein rahte hain
WhatsApp ki madad se ham voice call ke sath sath video call bhi kr skte hai jo ki aaj ki date me har koi use krta hai
PDF, photos, videos, important notes, etc sb aaram se share kr skte hai.
Or whatsapp me voice record ka feature bhi hai jis ki madad se aap apni voice record kr ke bhej skte hai.
How to change Chat Background
To ab baat krte hai ki WhatsApp ka chat background change kesse krte hai
WhatsApp ka chat background change krne ke liye kch steps hai jo ki niche likhe gye hai
Step 1: Sbse phle apna whatsaap open kre fir uper diye gye teen dot pr click kre fir aap ke saamne kch option aayenge jin me se aapko SETTINGS pr click krna hai
Step 2: Iske baad yh bhi aapko kch options nazar aayenge jisme se aapko CHATS pr click krna hai
Step 3: For jesse hi aap CHATS pr click krenge uske baat aapke saamne kch or options khulengi unme se aapne WALLPAPER pr click krna hai
Step 4: WALLPAPER pr click krne k baad aapke saamne photo choose krne ki option aayegii jo ki aap apne gallery se select kr skte hai
Step 5: Ese krne ke baad aapke saamne us photo ka review aa jaega agr aapko vo photo psnd aati hai to aap niche diye gye SET option pr click kr dena hai
Step 6: Ab aapka Whatsaap ka Chat Background change ho chuka hogga or agr aapko vhi purana background waapis chahiye to aap Default Background pr click kr skte hai
Or aap jitni baar chahe utni baar apna chat background badal skte hai
To aapne dekha kitni aasani se hm ye kaam kr skte hai
To ab aap sikh chuke hai ki Whatsaap chat background change kesse krte hai agr aapko dosto ye krna nhi atta to aap unhe bhi yhi format sikha skte hai.
Agar apko hamara article useful laga ho to hamare article ko apne dosto ke sath jarur share kare or agar apko humare pahle ke or aane wale article bhi padhne hai to humari website me aete rahe.